Age: 125
7303 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
theek farmaatay hain aap janaab. phir bhi aap k ittlaa k liye arz hey, neki ko phelana aor buray kaamon se mana karna, iska hukm hey islaam main...
aor aik hadees ka mafhoom hey, agar tum koi bura kaam dekho, to hath ki taqat se usko roko, aisa na kar sako to zubaan se mana karo, aor agar ye bhi na kar sako, to kamaz kam dil main is ko bura jaano, aor ye imaan ka sab se kamzor darja hey..
Age: 125
7303 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yes i m trying to keep it up.. infact it takes time to write in urdu, but now-a-days i m writing my most favs in urdu, Kabhi yaad aao to istarah, is my most fav,
Age: 125
7303 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sari posts parhnay k baad wat i want to say is K. hamaray reaction main sab say zyada hamari nature ka part hey, V r so emotional. k bohat say kaam jo waqai humain karnay chahiyen, hum kuch sochay samjhay baghair sirf emotional ho k kartay hain, and they are free of spirit of Iman. ab jahan tak aajkal ki baat hey, Humain surly protest karna chahiye tha, aor bohat zor-o-shor se karna chahiye tha, lekin jese baazi bhai ne likha k burning etc is se kya hoga? kya is se hamara message convert ho raha hey, aor sab se imp baat jo mere mind main hey, aor aik topic bhi bana hey k How did the dare? HOW DID? if we were a strong nation i.e MUSLIM UMMA. i think situation would b different...